Recent Editing Tutorial

Monday 28 May 2018

Picsart Guitar Manipulation

Watch Full Video Click Here 


Original Picture

Hi Frinds Aaj Ham Log Dekhenge Kaise Apne Picture Ko Guitar Ke Sath Manipulate Karte Hai.
Agar Aap Mere Channel Pe New Hai To Channel Ko Subscribe Kar Ligiye Kyu Aapko Yaha Aise New Editing Ki Tricks And Tips Milti Rahegi.
To Is 👉 Subscribe Ke Button Pe Click Kar Ke Hamare Channel Ko Abhi Subscribe Kar Ligiye.
Chaliye Ham Log Step By Step Sikhe Hai Kaise Edit Karni Hai.

 Step 1 ( Background Remove )
  • Is Step Me Ham Log Eraser App Se Background Ko Remove Karnge .
  • Is App Me Extract Mood Me Jainge Fir Blue Color Se Use Area Ko Mark Krnge Ji Area Ko Remove Nahi Karna Hai.
  • Fir Red Color Se Us Area Ko Mark Karnge Jis Area Ko Remove Karna Hai.
  • Agar Aapko Background Remove Karne Me Zada Pareshani Ho Rahi Hai To Aap Us Video Ko Zaroor Dekhe Jisme Mane Aapko Puri Detail Se Bataya Hai Kaise Koi V Background Eraser App Work Karta Hai Kaise Ham Log Ek Click Me Zada Se Zada Bakarpur Remove Kar Sakte Hai Video Dekhe Ke liye Yaha Click Kare 👉  Click Hare

Step 2
  • Background Erase Kane Karne Ke Bad Ham Log Background Pe Us Picture Ko Perfect Potion Pe Add Karnge
  • Add Karte Wakhat Body Rotted Kar Denge Kyu Hamre Guitar Ka Position Right Side Is liye Apne Picture Ke Face Ko Right Side Ki Taraf Kar Denge Jisse Dono Object Ke Piche Ek Interaction Ban Jaiye Ga Jisse Hamri Picture Achhi Dikhne Lage Gi.
  • Add Kartey Wakhat Size Ka Bhi Khayal Rakhenge Ke Hmare Picture Ka Size Background Ke Size Se Zada Na Ho.
  • Picture Add Krne Ke Bad Effect > Color > Contrast  Option Select Karnge Jiski Madad Se Hamlog Picture Ke Niche Wale Area Ko Dark Karnge.
  • Fir Drow Tool Se Apne Tshirt Ke Color Ko Change Karnge.
  • Tshirt Ka Color Change Kanege Ke Bad Paint Ka Color Effect  > FX > HDR 1 Se Maintain Karnge 
  • Fir Ham Log Face Ka Color Maintain Krne Ke Liye Effect > Fx > Cinerama  Se Apne Face Per Natural Color Gain Kar Sakte Hai.
  •  Agar Aap Dekhna Chahte Hai To Maintain Karte Hai Face Color Ko To Yaha Click Kare  👉 Click Here
  • Face Ki Clearly Badane Ke Liye  Effect  > FX > HDR 1 Option Use Karenge.
  • Fir Last Apne Picture Pe Png And Krnege.
Hope Ki Aapko Video Pasand Aayin Hogi Agar Aap Is Picture Me Use Kiya Gya  Background Or Png Download Karna Chahte Hai To Niche Se Download Kar Sakte Hai - Thanks You

Thanks For Watching My Video Please Subscribe My Youtube Channel And Support Me 🙏 😟


                             ⏩ Download Background Or Png 



 ⏩ Background 





 ⏩ Text Png





 ⏩ Tattoo Png



Thanks For Watching My Video Please Subscribe My Youtube Channel And Support Me 🙏 😟


No comments:

Post a Comment

Random Posts