Recent Editing Tutorial

Friday 24 August 2018

Invisible Cloth Editing

Watch Full Video 👉  Click Hare 

Hi Friends Aaiye Fir Se Ham Log Ek Or Invisible Cloth Editing Dekhte Hai. Aise Editing Banana Kafi Aashan Hai Is Editing Ham Log Do Application Ka Use Karna Phla PicSay Pro Or Dusra PicsArt. To Aaiye Ham Log Step By Step Dekhte Hai Kaise  Is Type Ki Editing Karnge.

Sabse Pahle Ham Log PicSay Pro Ka Use Karenge. PicSay Pro Application Download Karne Ke Niche Diye Gaye Download Pe Click Kar Download Kar Sakte Hai.

Step 1

  • Sabse Phle Apne Picture Ko PicSay Pro Me Open Karnge.
  • Fir Ham Effect Option Ka Use Karnge Jisme Neon Effect Ko Select Karnge.
  • Select Karne Ke Bad Red Color Ko Wight Color Me Change Kar Denge.
  • Fir Ham Ham Log Is Picture Ko Save Kar Lenge

Step 2

  • Ab Hamlog Apne Background Ko Picsart Me Open Kar Lenge.
  • Fir Hamlog Add Picture Ko Select Kar Aapne Original Picture Or PicSay Pro Se Edited  Picture Ko Add Karnge.
  • Add Karne Ke Bad PicSay Edited Picture Ko Select Kar Blend Option Ko Open Karnege Jisme Hamlog Screen Ya Add Effect Ko Salect Kar Lenge.
  • Fir Apne Original Picture Ko Edited Picture Ke Uper Add Kardenge
  • Fir Apne Original Picture Ke Skin Color Ko Rahne Uske Bad Sbhi Part Ko Remove Kar Denge.
  • To Hamlog Ki Picture Tayar Ho Jaiye Gi Hai.
Ager Aap Chahte Hai To Apne Picture Ko Lightroom Ki Madad Se Photo Ko Retouch Kar Skate Hai Hamne Is Picture Ko Lightroom Se Retouch Kiya Hai Agar Aapko Janna Hai Lightroom Se Kaise Picture Ko Retouch Karte Hai To Yaha Click Kar Dekh Skate Hai 👉 Click Hare

Hope Apko Video Pasand Aayin Hogi Video Pasand Aayin To Please Hamre Channel Ko Abhi Subscribe Pe Click  Kar Channel Ko Subscribe Ligiye 👉  Subscribe 

Agar Aap Is Video Me Use Kiye Gaye Background Download Karna Chahte Niche Diye Gaye Download Pe Click Kar Download Kar Ligiye 

▶️▶️ Background 👇 




▶️▶️ PicSay Pro App Download Kanre Ke Liye Niche Diye Gaiye Download Pe Click Kigiye 👇





No comments:

Post a Comment

Random Posts