Recent Editing Tutorial

Wednesday 21 November 2018

Moon Light Editing




Hello friends aaj hamlog night moon ke sath apne picture ko manipulate karna Sikhenge umeed karta hu aaplogo ko pasand aaiye gi.

sab se phle apne sabhi picture ka background remove kar denge background Erase karne ke liye ham log Erase app use karenge. Erasre app se background remove karne ke liye niche diye gaye instraction ko dhayan se padiye.

  •  App Me Extract Mood Me Jainge Fir Blue Color Se Use Area Ko Mark Krnge Ji Area Ko Remove Nahi Karna Hai.
  • Fir Red Color Se Us Area Ko Mark Karnge Jis Area Ko Remove Karna Hai.
  • Agar Aapko Background Remove Karne Me Zada Pareshani Ho Rahi Hai To Aap Us Video Ko Zaroor Dekhe Jisme Mane Aapko Puri Detail Se Bataya Hai Kaise Koi V Background Eraser App Work Karta Hai Kaise Ham Log Ek Click Me Zada Se Zada Background RemoveKar Sakte Hai Video Dekhe Ke liye Yaha Click Kare 👉  Click Hare


Background Remove Karne Ke Baad Apne Background Ko PicsArt Me open kar lenge. fir apne picture ko add phtop pe click kar add kar lenge.
Add karne ke baad cloud ki png dono pair ke niche add kardenge
Fir Color match matching Picsart me bohat sare tool diye gaye jisse madad se perfect color match kar sakte hai. jinki video maine bana di hai aap kaise bare hi aasani se color match kar sakte hai to aap us video ko dekh sakte hai.

Is Picture me jitni backBackgr or png use ki gayin hai sabhi ki link niche di gyin hai download kar sakte hai - Thank You

▶️ Background - Download
▶️ Cloud Png 
       Png 1 - Download 
       Png 2 - Download  
Thanks For Watching My Video Please Subscribe My Youtube Channel And Support Me 🙏 😟

1 comment:

Random Posts