Recent Editing Tutorial

Tuesday 18 December 2018

New Year 2019 Special Photo Editing

Happ New Year 2019 Wallpaper

Watch This Editing Tutorial On YouTube 👉 Click Here

Hello Dosto aaj hm ek or new year Editing dekhnge jo ki banna bohat hi aasan hai or ye Picture Dekhne meme boh hi cool dikhti hai jaisa ki aap uper dekh rahe hai.... And Hope ye New Year 2019 aap logo ke liye best year ho.
 ToTo chali ham Ham Log Step By Step Dekhete Hai. Kaise Hamlog Is Type Ki Editing Apne mobile phone se Karenge.

Is Picture Me Jitni Bhi background or png ki use ki gyin sabhi ki link niche di gyin waha se download kar ligiye ga..To Background or png download se phle hmlog kuch editing ke process ko lete hai,


sab se phle apne sabhi picture ka background remove kar denge background Erase karne ke liye ham log Erase app use karenge. Erasre app se background remove karne ke liye niche diye gaye instraction ko dhayan se padiye.

  •  App Me Extract Mood Me Jainge Fir Blue Color Se Use Area Ko Mark Krnge Ji Area Ko Remove Nahi Karna Hai.
  • Fir Red Color Se Us Area Ko Mark Karnge Jis Area Ko Remove Karna Hai.
  • Agar Aapko Background Remove Karne Me Zada Pareshani Ho Rahi Hai To Aap Us Video Ko Zaroor Dekhe Jisme Mane Aapko Puri Detail Se Bataya Hai Kaise Koi V Background Eraser App Work Karta Hai Kaise Ham Log Ek Click Me Zada Se Zada Background RemoveKar Sakte Hai Video Dekhe Ke liye Yaha Click Kare 👉  Click Hare



picture ke Background ko karne karne ke baad ham log editing wale background ko Picsart me open kar lenge fir add photo ki madad se apne erase kiye picture or png ko add kar lenge or sabhi ko perfect position pe adjust kar lenge fir ise save karne.

png add krne karne ke bad hm apne body ka color match kanre jisse hm log ki Picture realistic dikhegi . color match karne ke liye  Effect > Pop Art > Color 1 Ko select karnge jisse hme yellow effect mil jaiye jaiye ga but inverse tool ka use kar sirf Apne body pe is Effect ko use karnge fir ise save karne lenge.



Fir ham add photo pe click kar kuch png add kr lenge jisse dono side se add krne lenge jisse hm logo ki Picture or zada attractive dikhegi.

Puri Final edit karne ke bad hmlog apne pictue ka all over color or light adjustment karenge jiske liye hmlog Tool > Adjust Ko select kar apne picture ko adjust kar lenge. kyu ki hmlogo jis background Ko select kiya tha uski light or color phle se kam thi jsse  hmlogo jis png ko add kiye tha wo focus me dikhe isi wazah se hmlog isse sabse last me adjust karnge. 



Is Picture me jitni bhi background or png use kiya gya uski link niche di gyin hai waha se Download Button pe click kar download kar ligiye. download karne me jo bhi pareshani ho rahi hogi to niche comment kar jarur bataiye ga. 


                        👇👇👇 Download Background 👇 👇👇


    

                    👇👇👇 Download 2019 Text Png 👇👇👇




                    👇👇👇 Happy New Year Text Png 👇👇👇




                             👇👇👇 Download Side Png 👇👇👇



Thanks For Watching My Video Please Subscribe My Youtube Channel And Support Me 🙏 😟


No comments:

Post a Comment

Random Posts