Recent Editing Tutorial

Friday 18 May 2018

Picsart Model Editing

Girl And Boy Picture
Watch Full Video Click Here 


Hi Frinds Aajiye Hamlog Sikhte Kaise Apne Picture Ko Model Ke Sath Add Karte Hai.
Add Karte Time Bat Ka Khayal Rakhiye Ke Hamre Picture Ke Size Ki Model Ki Picture Approx Same Ho Angle Same Ho Jisa Ki Aap Uper Ki Picture Me Dekh Rahe Hai.
Ab Aap Niche Di Gayin Picture Ko Dekhiye Jisme Sirf Model Pose Match Nhi Kare Ki Wazah Se Hamra Picture Perfect Nhi Ho Pa Raha Tha. Ky Ke Model Ka Girls Model Ka Intention Kahi Or Tha Wo Kahi Or Hamhre Picture Ka Intention Camera Pe The. Fir Model Or Hmare Picture Me Distance Tha Jis Ye Show Ho Raha Tha Ke Us Model Ko Alag Se Add Kiya Gya Hai.


Men Pose


Chaliye Ab Hamlog Step By Step Sikh Lete Hai Kaise Is Type Ki Picture Edit Karni Hai.


Step 1
  • Sabse Pahle Hamlog Eraser App Se Background Remove Kar Picture Png Banaeng.
  • Background Kaise Remove Kare Video Dekhney Ke Liye Yaha Click  Kare 👉 Click Here
Step 2
  • Png Banane Kab Hamlog Background Ko Picsart App Open Karnge.
  • Fir Add Picture Ki Madad Se Apne Picture Ka Png Background Pe Perfect Size Me Add Karnge Sath Us Model Ko Picture Bhi Add Karenge Fir Dodo Equal Size Pe Add Karnge
  • Add Hone Ke Bad Fron Me Audience Or Light Ki Png Ko Add Karnge 
  • Fir Light Maintain Kanrne Ke Ligiye Hamlog Fir Add Picture Pe Click Kar Aapne Background Ko Crop Kar Pure Picture Pe Opacity Kam Karne Ke Bad Use Add Mode Pe Kanrge Fir Use Save Kar Denge.
Step 3
  • Final Edit Hone Ke Bad Hamlog Picture Ko HD Me Save Karnge.
  • Picture Ko HD Me Save Karney Ki Details Janne Ke Liye Video Zroor Dekhe 👉 Watch Video


                          ⏩ Download Background And Png ⏪


 Background






⏩ Girls Png




Girls Png Image


Thanks For Watching My Video Please 
Subscribe My YouTube Channel And Support Me 🙏😩

⏩ Audience Png



Png


⏩ Front Light Png



Light Effect Png









Thanks For Watching My Video Please 
Subscribe My YouTube Channel And Support Me 🙏😩

No comments:

Post a Comment

Random Posts